Old Blog Post ko Update Karne ka Sahi Tarika | Ep. #46
Manage episode 312290202 series 3231976
Blog Post ko Regular Update karna User or Google dono ke liye bhut jaruri hai.. Taki Users ko jo chaiye wo hamari Post me mil sake or Google hamare update Post ko Top par rakhe.
Blog Post ko Update karne ka bhi ek sahi tarika hai, jisko follow karke ham apni Post ki Quality bada sakte hai.. ussi ke ware me mene detail me iss podcast me baat ki hai.
Blog Post ko Update karne ke liye Useful Tools:
Blog Post ko Update karte time inn bato ka dhiyan rakhna hai:
- 1. Rewrite Blog Post Title
- 2. Update Blog Post Image
- 3. Use Last Updated date
- 4. SEO Optimization [Podcast: 10, 11, 12]
- 5. Fix Broken Link
- 6. Add Links
- 7. *Rewrite Quality Blog Post
- 8. Update Post URL
- 9. Proof Reading kare [Podcast: 35]
Read Full Detail: https://www.hindimehelp.com/old-post-update
Ummid karta hu aapke liye jankari Valuable rahegi.. Agar aapko Podcast pasand aai ho to Please isko rate jarur kare..
Aesi hi aur Jankari ke Liye Podcast ko Subscribe kare.
Agar aapka koi Question hai to aap Twitter par #AskHMH hastag ke sath apna Question Tweet kare.
----
Join Hindi Bloggers/Youtuber Community: FB Group
---
Mujse Connect karne ke liye Iss Link par jaye..
Join RNMewada : Instagram | Facebook | Twitter | Linkedin | YouTube | TikTok | Telegram | www.HindiMeHelp.com
----
Podcast Available at : HMH Podcast | Anchor | Google Podcast | Apple Podcast | Breaker | Spotify | OverCast | Stitcher | HeadFone | RadioPublic
--- Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/rnmewada/message
61 episodes