Blogging se Paise kamane ke 10+ Tarike | Ep. #24
Manage episode 312290224 series 3231976
Agar aap Blogging karte hai ya Start karne wale hai to aapko pata hona chaiye kitne tarike hai Blogging se Paise kamane ke..
Bhut logo ko Blogging se paise kamane ka sirf ek tarika pata hota hai Google Adsense, par Adsense ke aalawa bhi bhut tarike hai, jisme se 10 Tariko ke ware me iss Podcast me mene baat ki hai.
Pichli Podcast me mene bataya tha - Blogging kya hai, Blogging ka Future kya hai, Kis Topic par Blog banaye.. agar aapne wo Podcast nahi sune to wo bhi sunn lijiye.. taki aapko Clear ho sake Blogging karne ke Kya kya fayde hai.
Podcast me inn tariko se Paise Kamane ke ware me Detail me bataya hai:
- 1. Ads Network : Google AdSense, revenuehits, Bidvertiser
- 2. Affiliate Marketing (Podcast 3) : Amazon, Flipkart, ShareaSale .
- 3. Direct Advertisements
- 4. Sponsored Blog Posts
- 5. Sponsored Reviews
- 6. Sell Products
- 7. Sell Ebooks
- 8. Sell Online Courses
- 9. Provide Services
- 10. Accept Donations
- 11. Flipping Websites
Full Information ke liye visit kare: www.HindiMeHelp.com
Ummid karta hu aapke liye jankari Valuable rahegi.. Agar aapko Podcast pasand aai ho to Please isko rate jarur kare..
Aesi hi aur Jankari ke Liye Podcast ko Subscribe kare.
Agar aapka koi Question hai to aap Twitter par #AskHMH hastag ke sath apna Question Tweet kare.
----
Join Hindi Bloggers/Youtuber Community: FB Group
---
Mujse Connect karne ke liye Iss Link par jaye..
Join me : Instagram | Facebook | Twitter | Linkedin | YouTube | Website | TikTok | Telegram
----
Podcasts Available at : Anchor | Google Podcast | Apple Podcast | Breaker | Spotify | OverCast | Stitcher | HeadFone | RadioPublic
--- Send in a voice message: https://podcasters.spotify.com/pod/show/rnmewada/message61 episodes