PE public
[search 0]
Plus
Téléchargez l'application!
show episodes
 
Artwork

1
Ehsaas

Prathamesh Yadav

Unsubscribe
Unsubscribe
Chaque mois
 
Hey Guys Mai Hu Apka Dost Ehsaas Aur Mai Aapse Baat Karunga Kai Saari Chizo Pe Jaise Pyar, Dosti, Education, etc. Contact Me On: 9022942371
  continue reading
 
Artwork

1
kahani with A G

Anil Gusain

Unsubscribe
Unsubscribe
Tous les jours+
 
Hi Friends, Main Anil hun aur aapka apne Podcast channel pe swagat karta hun. Isse channel ke madhyam se main apne dil ke kareeb jo kahaaniyaan hai wo aapke dil tak pahuchane ki koshish karunga, to chaliye mere saath dil ko chu leni wali kahaniyon mein bane rehne ke liye isse channel ko subscribe karein. Welcome to my Podcast chanel, Here, you will find a treasure trove of captivating tales, woven with creativity and brought to life through the power of storytelling. From epic adventures to ...
  continue reading
 
Artwork
 
Kahaniyon Ka Mantra, humare aur aapke zindagi ke panno ke, kuch aisi kahaniyan, jo aapke dilon ko choo jaaye, aapke chehre pe muskaan laaye, jo aapko hasaaye bhi aur rulaye bhi...jo aapko aapke kal, aaj aur kal se milaye bhi. Baniye in kahaniyon ka hissa Mantra ke mantramugdh karne wali awaaz ke saath. Awaaz ka yeh jaadugar aapko lekar jaayega kahaniyon ki aisi duniya mein jahan aap kho jayenge. Toh tayyar ho jaiye kahaniyon ka hissa banne ke liye. Ek MnM Original, 'Kahaniyon Ka Mantra'. Mil ...
  continue reading
 
‘Dusron ki girl friend & beizzati’ is loved by all. The humour and ‘beizzati’ that Nilam adds to this segment is viral and leaves the listener with a strong hangover. She trolls the wrongdoers by using her vast ‘galiyon’ ki vocabulary!
  continue reading
 
Interview of the people who have excelled in their field with their dedication, devotion and determination. In this podcast channel you might listen to writers, poets, doctors, teachers, professors, business professionals, psychologists, coaches etc who have started with several difficulties but at the end they got what they really dreamt of. Every guest has something unique to share which can ignite some sparks in you as well. While taking the interview I have a learnt a lot from each of th ...
  continue reading
 
Loading …
show series
 
मनुष्य कभी धन के साथ गरीब नहीं होता, यह कहावत गहरे अर्थों में हमें ध्यान दिलाती है। पैसे की कमी होने पर भी यदि किसी के मन में सच्ची खुशियाँ, संबंध और संवाद की अमीरी होती है, तो वह वास्तविक धन के लाभों से कभी भी गरीब नहीं होता। यह उसे संतुष्ट, समृद्ध और सहज बनाता है, क्योंकि धन केवल एक माध्यम होता है, न कि अंत में सच्ची धन की भूमिका होती है। इस प्रक…
  continue reading
 
Bachpan se hi hai Sonu ka sapna Gold medal jeetne ka, jiske liye kar raha tha Sonu bharpur koshish. Magar fir hua ek aisa hadsa ki ho gaya Sonu ka sara sapna chaknachoor. Ab kya kaise karega Sonu come-back, janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ki ye ‘International Day of persons with disabilities’ Special episode – Gold jeetna hai…
  continue reading
 
Police Constable Pawar sahab apni duty ke liye hamesha taiyaar rahte the. 26 Novemeber ko bhee woh apne duty pe time se pahunch gaye. Par kya woh ghar pahunch sake us roz apni duty ke baad ya phir rah gayi bass unki yaad? Kahaniyon Ka Mantra mein suniye 26/11 ke Mumbai hamlo mein shaheed hue veeron ko shraddhanajali deti aaj ki kahani: SadRakshanay…
  continue reading
 
Saharanpur ke college mein padhne wala Diljeet chahata hai jeetna college ki heartthrob Preeto ka dil…Par face pe beard ki kami se shayad usey mil nahi paayega yeh mauka. Kya Novemeber ka maheene mein hoga kuchh different aur Preeto ban paayegi Diljeet ki girlfriend? Jaan’ne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra mein yeh kahaani- No Shave November…
  continue reading
 
Sunflower society ke members mana rahe hain pehli bar apni society mein Dussehra, magar kaun karega Raja Ram bankar Ravaan ka dahan, iss baat par society mein hi chhid gayi hai jung. Toh kya karenge society wale, aur aakhir kaun karega Ravaan ka dahan, janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ki ye Dussehra special story - Asli Ravaan Kaun?…
  continue reading
 
Subrato Chatterjee welcomes a Canadian citizen Lara in Kolkata. They had met online and she's on her first visit to India specially for Durga Puja festivities. Through the course of these festivities Subrato is conscious of protecting her. On the last day,some hooligans try to eve-tease her but Lara being an avatar of Maa Durga teaches them a fitti…
  continue reading
 
Vikki ne kiya apne pyaar ko propose, lekin de diya uss ladki uske gaal pe ek heavy dose. Uss ladki ko impress karne ke liye khane peene ke shaukeen Vikki ne chuna aandolan ka rasta aur kar diya elaan bhookh hadtal karne ka. Lekin kya safal hoga Vikki ka ye paitra, janne ke liye suniye, Kahaniyon Ka Manta ka ye episode – Andolan Karna Hai…
  continue reading
 
Baljit urf Balla hai cricket ka bhayanak shaukeen, magar jis saloon mein wo kaatta hai baal, uske malik ko ek aankh naa bhata cricket, kyuki match chalate hi bekar mein hi lag jati hai logon ki bhid. Toh kaise badlega Balla, iss aapda ko avsar mein, janne ke liye suniye, Kahaniyon Ka Mantra ka ye episode – ‘Cricket Ka Bukhaar’…
  continue reading
 
Jabhi bhi dhol tashe ki awaaz aati hai toh pure sheher ko pata chal jata hai ke koun aane wala hai. Vighnaharta jo taklifon ko durr bhagata hai, Devon ka Dev jo bhakton ko khub lubhata hai, ganpati bappa jo bhakton ke dilon pe raaj karta hai.. aaj ki kahani unhi bhakton ki hai aur unn bhakton ke bhakti ki. Aaj ki kahani hai Mumbai ke ek chote se ar…
  continue reading
 
Zindagi ke Safar mein kabhi-kabhi aise mod aa jaate hain ki jeena chhod dena hi best option lagta hai. Par aisa hota nahi hai. Kyunki asliyat mein, zindagi ko khulkar jeena hi hota hai best option. Aur Kanpur mein rahne wale Amar Shukla aaj yahi seekhne wale hain. Kaise? Yeh jaan’ne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki World Suicide Prevention Day…
  continue reading
 
Baar baar din yeh aaye wala din yaani ki birthday jab bhee aata hai, bahut saare yaadgaar moments de jaata hai. Aur jab yeh birthday aapka 18th birthday ho tab toh yeh aur bhee khaas hona chahiye...nahi? Kitna khaas saabit hua yeh adult birthday humare hero ke liye...Jaan'ne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki aaj ki kahani: Happy Birthday To Me…
  continue reading
 
Yeh garmi ki chhutiyaan, mangoes ki khushboo aur bin bulaaye rishtedaaro ki guftagoo lekar aaati hai. Kacche, pakke, chote, mote, khatte, meethe aam khaane aur khilaane ki ab race lag jayegi. Khayenge isse kayi bulae- bin bulae mehmaan mil baat kar, kuch choos kar, toh kuch kaat kar. Lekin kya kisine kabhi yeh socha ya, ki apne King of Fruits ko ka…
  continue reading
 
Banaras ke Bansi Kaka ka hai bada dil aur ek chota kulfi ka thela. Magar unke thele ke thik samne khul gaya ek fully decorated air-conditioned ice-cream parlour. Toh kya hoga aage, kya Bansi Kaka apna thela hatayenge, ya customers dikha denge uss ice-cream parlour ko thenga, jaane ke liye suniya, Kahaniyon Ka Mantra ki nayi kahani – Kulfi ka thela.…
  continue reading
 
Jaise share market mein lagaya hua paisa ek na ek din “doob hi jaata hai” Waise hi dosto ke sath Goa jaane ka plan bhi “cancel ho hi jaata hai” Magar Gopalpur mein rehne wale Goluu ne dhund nikali hai ek aisi tarqeeb, jisse khushi khushi maan gaye uske parents use Goa bhejne ke liye Janna chahte hain kya hai wo tarqeeb, toh suniye aaj ki ye kahani …
  continue reading
 
Ramzaan ke roze huye pure, ab baari hai eid ki, Lekin tyohaar ho koi, parivaar ke bin hai woh adhure.. Aisi hi hai aaj ki kahani, CRPF ke jawaan Akram Khalid jo ghar se dur Hyderabad jaa rahe the Election duty ke liye, kya woh last minute ghar walo ke saath eid manaa payega, yaa apne saathi Jawaano ke saath duty mein busy ho jayega. Jaan'ne ke liye…
  continue reading
 
Backbencher hona vaise toh cool lagta hai par exam ke time Backbencher ko sabse bada fool maana jaata hai. Toh is exam season mein humaare ek backbencher ne thaan liya hai ki woh topper bankar khilayega phool ...par ho jaati hai ussey ek chhoti si bhool. Kaun si? Jaan'ne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ki is hafte ki kahani - Backbencher Bana To…
  continue reading
 
Dekho bhaisahab insaan ko jitna bhi mil jaye utna kam lagta hai Chahe vo duniya ka sabse ameer admi hi kyu na ho par ek chhoti si chahat hai Monu ki- usse apne birthday gift me chahiye foreign trip. Kya Monu ko mil payega ye gift ya fir monu ko cake katke hi kaam chalana hoga Jaanane ke suniye Kahaniyon Ka Mantra ki aaj ki kahani: फॉरन Jana Hai…
  continue reading
 
Loading …

Guide de référence rapide